@GNUxeava @mur2501 Naa, Pehle punjab me paida hooa, phir ek sal ke liye US gaye, phir uske bad phirse paach saal ke liye gaye
Uske baad vapis aake dehli me kuch saal rahe *phir* UP gaye
Maa baap ne hindi hi sikhai kyuki United States me reheta tha aur vapis aane me hindi priority lagti aur saare (bhartiye) dost vaha hindi hi bolte